Ye tricks sirf android mobile me hi kaam karegi. Iske liye aapki idea sim me o.oo balance hona chahiye. Mai aapko pahle hi bta deta hu ki free internet tricks se free net chalane se aapki sim band bhi ho sakti hai. So usme supportmeindia or meri koi guaranty nahi hogi. Aap idea free internet apni khushi se chala rahe ho or aage hone wali problem ki jimmedari bhi aapki hi hogi.
Idea Sim Me Free Internet Kaise Use Kare 2G & 3G Speed Se
Idea me free internet chalane ke liye aapko google play store se hammar VPN apps download karna hai. Usme log in karne ke bad aapko bas kuch simple step follow karne hai.
- Sabse pahle aapHammar VPN apps dwonload kare. [link… ]
- Ab hammar vpn apps me log in kare.
- Ab aapko Lport or Rport ki setting karni hai.
- Lport – 53895 or 48412 or 55188
- Rport – 0
- Network protocol me UDP set kare.
- Ab internet chala ke dekhiye. Aapka idea ka free net mil gaya hai.
- Aap roj sirf 100MB hi use kar sakte ho.
- Is trick ko use karne ke liye sim me o balance hona chahiye.
I hope aapke stats me ye tricks kaak karegi. But ye tricks bahut se stats me kaam karti hai or bahut ser stats me nahi. So agar aapke mobile me free internet nahi chalta hai to aap is message ko ignore kar sakte ho.
By the way, Agar aapke mobile me free internet chalta hai to is post ko share jarur kare, Sath hi hume bhi social media par follow kare.
No comments:
Post a Comment