Thursday, 18 February 2016

Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 3G Speed Se ??? Jaane.

Appne free  3G,  4G internet ke bare me to suna hi hoga. but aaj aap free internet use bhi karoge ek choti si secret tricks se. mai iske bare me post me niche aapko full details me btane wala hu. ye master proxy trick %100 work karegi. to chaliye ab bat karte hai free internet use karne ki trick ke bare me.
In this psot: is post me mai aapko jo free internet ke bare me btane wala hu wo tricks lagbhag india ke har state me kaam karegi. by the way kisi state me work na bhi kare. iski meri koi guaranty nahi hai. baki ye trick unlimited hai or kab tak kaam karegi. iske bare me bhi mai aapko kuch nahi kah sakta. but i promise aap free me 3G internet jarur istemal karoge. mai ye trick pahle khud try karke hi apne visitors ko bta raha hu.

Free Internet Chalane Ke Liye Kya Kya Chahiye

Free services UDP, TCP ki tarah hi ye trick bhi kitne time karegi. iska koi fix time nahi hai. becoz ye proxy trick par kaam karti hai. aapko bas free internet chalane ke liye proxy codes ki jarurat padegi. jo ki mai aapko yaha bta raha hu

Airtel Unlimited Free Internet Proxy Tricks 2016 – Working 100%

  1. 213.202.215.157
  2. prx.im or 176.126.237.199
  3. webproxy.stealthy.co
  4. www.air-proxy.com
  5. 185.12.6.15
  6. proxies.us OR 23.105.134.34
  7. 4everproxy.com
  8. freevideoproxy.com
  9. 95.211.209.163
  10. zendproxy.com
  11. 85.17.141.35
  12. www.air-proxy.com
  13. 5.10.71.134
  14. Jetproxy.com
  15. 5.199.140.148
  16. 180.179.207.111

Airtel Sim Me Free Internet Kaise Chalaye 3G Speed Se – Proxy Trick

Ab aapke pas proxy code bhi hai. ab bas aapko airtel sim ki internet service setting me proxy trick code ko add karna hai. chaliye uske bare me bhi aapko details me bta deta hu.
  • Apne mobile phone ki settings par jaye.
  • Network Connection Setting ko open kare.
  • Ab create a new setting select kare.
Ab yaha par aapko airtel internet service ke bahut se opyions milegi. aapko sirf kuch hi par setting karni hai. baki ko khali, ayse hi chod de.
  1. Account Name: Airtel Free 3G Internet  by Supportmeindia set kare.
  2. APN – airtellive.com
  3. Proxy Addpress: Yaha par upar diye gaye kisi bhi proxy code ko add kare. in my case maine 95.211.209.163 code use kiya hai.
  4. Port: 80
  5. Bas ab baki sabhi ko khali chod de
  6. or save setting par click kare.
  7. ab apne mobile me internet browser open kare.
  8. ab browser me airtel.in ya airtellive.com enter kijiye.
  9. Congratulations aapko free 3G high speed internet mil gaya hai.
  10. trick kaam work karne ke bad aap koi bhi website use kar sakte hai
To ab aapko airtel sim me free internet 3G soeed se chalane ke bare bare pata chal gaya hai. ummid hai aapko ye post jarur pasand aayegi. to aysa to ho hi nahi sakta ki aap post pasand aane ke bad bhi is post ko share na kare. my means post pasand aaye to post ko apne dosto ke sath share jarur kare.
By the way ab aap airtel free 3G internet enjoy kijie or ha supportmeindia par visit karna na bhooliye. aap chaahe to CTRL+D key button daba kar humari site ko bookmark kar sakte ho. sath hi hume bhi social media par follow kar sakte ho. jisse aapko humari latest post ki notification milti rahe or aapko new trick padhne ko mil sake.

No comments: