Step 1: Sit ups marna
Barabar position lene ke bad, Apne sharir ko upar uthay. Hat mode hi rkahe., Upar uthne ke bad kuch seconds wese hi rahe, aur dhirese fir se piche jaye, let jaye jamin pe. Hat mode hi rakhe.
Is exercise se aapke abs ke muscles strong banege. Aur unka achha shape banata jayega. Ek hapte ke andar aapko result dikhne lagega.
Step 2: jackknife Situps
Ise Jackknife Situps kehte he, ye exercise six pack banae me bahut help krti he.
Jamin par let jaye, hat sidhe, pair bhi sidhe. Abhi ek sath hath aur pair upar uthane he, pura sharis upar uthaiye, kuch second hold karke rakhiye, aur firse niche jamin par let jaye,
Step 3: Butt Ups
Is exercise me aap hath jamin par pair jamin par, aapka baki sharir hawa me siddha, abhi aapko apni kamar upar kijiye, thodi der wese hi position me rahiye, bad me firse original position par aa jayiye. bohot assan he.
Step 4: Roj Cycling kijiye
Cycling sehat ke liye bohot acchi hoti he. Agar aapko six pack banae he to aapko aapke sarir per se fat kam karna hoga, isliye roj 1 ghanta cycling karni jaruri he.
Comment kare agar koi chhej ke liye adhik jankari chahiye to.
Aap Samjh gaye hoge ki Six Pack Kaise Banaye.
Aapko ye article kaise laga niche comment me likhiye.
http://kaisekare.in/chest-kaise-banaye-body-building/
No comments:
Post a Comment