Friday, 12 February 2016

विंडो ७ का स्टार्ट बटन चेंज करे.

विंडो ७ का स्टार्ट बटन चेंज करे. 
Hello Dosto aaj mai aapke liye ek new trick lekar aaya hu jiski madad se aap apne Windows 7 ke start button ke naam ko change kar sakte hai. Aapko to pata hi hota windows 7 me Start button ka naam hamesa Start hi rahta hai to aaj mai us Defult naam ko change karne ke bare me batane ja raha hu. Iske liye mare ek Visitor ne mujhe mail kerke iske bare me pucha tha to socha iske bare me ek Article likha jaye. To chaliye jante hai ise change kaise kare karte hai.
Windows 7 Ke Start Button Ka Naam Change kaise kare
Stap 1 :----
Sabse pahle aap niche diye Download par click karke Start Button Tooltip Text Changer Naam ka Software Download kare. Ye Ek Zip file me hoga.
Stap 2 :----
Download karne ke baad usse open karke usme se SBTTC.exe ko Run kare.
Stap 3 :----
Run karne par Software open ho jayega. Software open hone ke baad kuch Second wait kare.

1.   Yaha par Start ko Remove karke Apna naam ya phir Aapko jo bhi likhna ho likhe.
2.   Uske baad Apply par click kare aur kuch time wait kare Aur uske baad Computer ko Restart kare.


Ab aapke Windows ke Start button ka naam change ho gya hoga. Aap yaha par mere Start button ka naam dekh sakte hai.
To dosto ye jankari aapko kaisa laga hame comment karke bataye Aur accha lage to social site par share karna na bhule aur aapka bhi koi sawal ho to puchna na bhule.

No comments: